Wednesday, April 18, 2007

Haalat

Kya haalat ho gayi hain zamane ki,

sabko aadat hai paise bachane ki,

sms to company waalon ne kab ka 1ps kar diya,

lekin aadat nahin sudhri chillar bachane ki!

No comments: